المحتوى المقدم من Kush Tyagi. يتم تحميل جميع محتويات البودكاست بما في ذلك الحلقات والرسومات وأوصاف البودكاست وتقديمها مباشرة بواسطة Kush Tyagi أو شريك منصة البودكاست الخاص بهم. إذا كنت تعتقد أن شخصًا ما يستخدم عملك المحمي بحقوق الطبع والنشر دون إذنك، فيمكنك اتباع العملية الموضحة هنا https://ar.player.fm/legal.
Player FM - تطبيق بودكاست انتقل إلى وضع عدم الاتصال باستخدام تطبيق Player FM !
In this episode of The Innovators & Investors Podcast, host Kristian Marquez sits down with David Brem, Managing Director of the University of Michigan’s Zell Lurie Commercialization Fund. David offers a rare glimpse into the inner workings of a student-led endowment fund focused on early-stage, sector-agnostic investments primarily in the Michigan ecosystem. He shares insights on their unique, founder-first investment approach, how they navigate pre-seed to Series A venture opportunities, and the rigorous due diligence process involving qualitative analysis over pure numbers. David also discusses his roles with global VC networks including Electro Ventures, the London Venture Capital Network, and Level Up Ventures, illustrating how he bridges U.S., European, and Australian venture ecosystems with a special focus on mobility and transportation tech. Highlights include deep dives into emerging trends like eVTOLs (electric vertical takeoff and landing aircraft), smart city infrastructure, and safety innovations in aviation technology. Listeners will gain valuable perspectives on how diverse expertise—from military intelligence and management consulting to academic ventures—shapes David’s investment thesis and community-building efforts. The episode also explores the importance of networking, adding value in the startup ecosystem, and practical advice for aspiring investors or entrepreneurs navigating the venture capital world. With stories of successes, challenges, and future outlooks, this episode is a must-listen for innovators, founders, and investors aiming to understand the intersection of academia, technology, and venture capital in today’s dynamic landscape. Learn more about David's work at https://zli.umich.edu/zell-lurie-commercialization-fund/ Connect with David on LinkedIn at https://www.linkedin.com/in/david-lowell-brem/ Think you'd be a great guest on the show? Apply at https://finstratmgmt.com/innovators-investors-podcast/ Want to learn more about Kristian Marquez's work? Check out his website at https://finstratmgmt.com…
المحتوى المقدم من Kush Tyagi. يتم تحميل جميع محتويات البودكاست بما في ذلك الحلقات والرسومات وأوصاف البودكاست وتقديمها مباشرة بواسطة Kush Tyagi أو شريك منصة البودكاست الخاص بهم. إذا كنت تعتقد أن شخصًا ما يستخدم عملك المحمي بحقوق الطبع والنشر دون إذنك، فيمكنك اتباع العملية الموضحة هنا https://ar.player.fm/legal.
المحتوى المقدم من Kush Tyagi. يتم تحميل جميع محتويات البودكاست بما في ذلك الحلقات والرسومات وأوصاف البودكاست وتقديمها مباشرة بواسطة Kush Tyagi أو شريك منصة البودكاست الخاص بهم. إذا كنت تعتقد أن شخصًا ما يستخدم عملك المحمي بحقوق الطبع والنشر دون إذنك، فيمكنك اتباع العملية الموضحة هنا https://ar.player.fm/legal.
dil se ek yaad bhula di gai hai----- dil se ik yaad bhulā dī ga.ī hai kisī ġhaflat kī sazā dī ga.ī hai maiñ ne manzil kī duā māñgī thī merī raftār baḌhā dī ga.ī hai aib dīvār ke hoñge zāhir merī tasvīr haTā dī ga.ī hai maiñ ne ik dil pe hukūmat kyā kī mujhe talvār thamā dī ga.ī hai ab mohabbat kā sabab hai vahshat varna hasrat to miTā dī ga.ī hai ab yahāñ se nahīñ jā saktā koī ab yahāñ sham.a jalā dī ga.ī hai is liye jam ke yahāñ baiThā huuñ mujh ko merī hī jagah dī ga.ī hai jaisa hun jis haal mein hun achchha hun main:------ jaisā huuñ jis haal meñ huuñ achchhā huuñ maiñ tum ne zinda samjhā to zinda huuñ maiñ ik āvāz ke aate hī mar jā.ūñgā ik āvāz ke sunñe ko zinda huuñ maiñ khule hue darvāze dastak bhuul chuke indar aa jaao pahchān chukā huuñ maiñ aur koī pahchān mirī bantī hī nahīñ jānte haiñ sab log ki bas terā huuñ maiñ jaane kis ko raazī karnā hai mujh ko jaane kis kī ḳhātir naach rahā huuñ maiñ ab to ye bhī yaad nahīñ ki mohabbat meñ kab se tere paas huuñ aur kitnā huuñ maiñ waqt ki tarah tere hath se nikle hue hain:---- vaqt kī tarah tire haath se nikle hue haiñ ham sitāre haiñ magar raat se nikle hue haiñ ḳhāmushī ham pe girī āḳhirī miTTī kī tarah aise chup haiñ ki har ik baat se nikle hue haiñ ham kisī zo.am meñ nārāz hue haiñ tujh se ham kisī baat pe auqāt se nikle hue haiñ ye mirā ġham hai mire dost magar tū ye samajh ashk to shiddat-e-jazbāt se nikle hue haiñ ham ġhulāmī ko muqaddar kī tarah jānte haiñ ham tirī jiit tirī maat se nikle hue haiñ aankh uTha kar tujhe dekha na pukara maine:---- aañkh uThā kar tujhe dekhā na pukārā maiñ ne hijr kī tarah tirā vasl guzārā maiñ ne kyā faqat merī adab se hī parakh hogī yahāñ vo jo ik ishq tire ishq meñ haarā maiñ ne tū ne jo qarz kī sūrat meñ judā.ī dī thī nasl-dar-nasl vahī qarz utārā maiñ ne ek mānūs sī āvāz ne thāmā mujh ko ḳhud ko ik baar mohabbat se pukārā maiñ ne kyā karūñ koī nazar aatā nahīñ tere sivā kyā batā.ūñ ki kiyā kaisā nazārā maiñ ne mangte mangte dua mere sath:---- māñgte māñgte duā mire saath bujh gayā āḳhirī diyā mire saath tū ne mujh ko tasallī denā thī tū bhī ai shaḳhs ro paḌā mire saath dil meñ aayā ḳhayāl tujh se milūñ chal paḌā ek rāsta mire saath koī jachtā nahīñ alāva tire varna ik ham-safar to thā mire saath bad-nasībī ki ishq kar ke bhī koī dhoka nahīñ huā mire saath dushmanī to mirī thī sūraj se shahr kā shahr jal gayā mire saath saare chehre hī tere chehre haiñ tū rahā hai judā judā mire saath suhulat ho aziyyat ho tumhaare sath rahna hai:---- suhulat ho aziyyat ho tumhāre saath rahnā hai ki ab koī bhī sūrat ho tumhāre saath rahnā hai hamāre rābte hī is qadar haiñ, tum ho aur bas tum tumheñ sab se mohabbat ho tumhāre saath rahnā hai aur ab ghar-bār jab ham chhoḌ kar aa hī chuke haiñ to tumheñ jitnī bhī nafrat ho tumhāre saath rahnā hai hamāre paañv meñ kīleñ aur ā.ankhoñ se lahū Tapke hamārī jo bhī hālat ho tumhāre saath rahnā hai tumheñ har sub.h aur har shaam hai bas dekhte rahnā tum itne ḳhūbsūrat ho tumhāre saath rahnā hai…
main khujuron bhare sahraon mein dekha gaya hun----- maiñ khujūroñ bhare sahrāoñ meñ dekhā gayā huuñ taḳht ke ba.ad tire paañv meñ dekhā gayā huuñ lamha bhar ko mire sar par koī bādal aayā kahne vāloñ ne kahā chhāñv meñ dekhā gayā huuñ phir mujhe ḳhud bhī ḳhabar ho na sakī maiñ huuñ kahāñ āḳhirī baar tire gaañv meñ dekhā gayā huuñ tamam umr jale aur raushni nahin ki------- tamām umr jale aur raushnī nahīñ kī ye zindagī hai to phir ham ne zindagī nahīñ kī sitam to ye hai ki mere ḳhilāf bolte haiñ vo log jin se kabhī maiñ ne baat bhī nahīñ kī jo dil meñ aatā gayā sidq-e-dil se likhtā gayā duā.eñ māñgī haiñ maiñ ne to shā.erī nahīñ kī bas itnā hai ki mirā baḳht Dhal gayā aur phir mire charāġh ne bhī mujh pe raushnī nahīñ kī mirī sipāh se duniyā larazne lagtī hai magar tumhārī to maiñ ne barābarī nahīñ kī kuchh is liye bhī akelā sā ho gayā huuñ 'nadīm' sabhī ko dost banāyā hai dushmanī nahīñ kī main aise moD par apni kahani chhoD aaya hun----- maiñ aise moḌ par apnī kahānī chhoḌ aayā huuñ kisī kī aañkh meñ paanī hī paanī chhoḌ aayā huuñ abhī to us se milne kā bahāna aur karnā hai abhī to us ke kamre meñ nishānī chhoḌ aayā huuñ bas itnā soch kar hī mujh ko apne paas tum rakh lo tumhāre vāste maiñ hukmarānī chhoḌ aayā huuñ isī ḳhātir mire chāroñ taraf phailā hai sannāTā kahīñ maiñ apne lafzoñ ke ma.ānī chhoḌ aayā huuñ 'nadīm' is gardish-e-aflāk ko maiñ chaak samjhā to vahāñ par zindagī apnī banānī chhoḌ aayā huuñ…
TERA KHAYAL LYRICS Aise tera khayal sar-e-shaam aa gaya Aise tera khayal sar-e-shaam aa gaya Sab dard muskura uthe Sab dard muskura uthe Aaraam aa gaya Aise tera khayal sar-e-shaam aa gaya Aise tera khayal... Pehre lagaaye tumne toh anjaam ye huaa Pehre lagaaye tumne toh anjaam ye huaa Parde mein tha jo pyaar Parde mein tha jo pyaar Sar-e-aam ho gaya Aise tera khayal sar-e-shaam aa gaya Sab dard muskura uthe Aaraam aa gaya Aise tera khayal... Written by: Manoj Muntashir Read more: https://www.lyricsmint.com/kaushiki-chakraborty/tera-khayal…
يقوم برنامج مشغل أف أم بمسح الويب للحصول على بودكاست عالية الجودة لتستمتع بها الآن. إنه أفضل تطبيق بودكاست ويعمل على أجهزة اندرويد والأيفون والويب. قم بالتسجيل لمزامنة الاشتراكات عبر الأجهزة.